Skip to main content

Posts

FACEBOOK ACCOUNT KO HAMESA KE LIYE DELETE KAISE KARE

fake account he. Dosto se majak karne ke liye hum fake Facebook account banato lete he lekin kuch din bad use karna band kar dete he. to unsab facebook account ko hamesa ke liye delete Kar dena hi betar option he. Or bohut sari kanan he fake Facebook account banane ke piche. Oh baat secret rakhe to hi behetar he. I known aap samaj gaye honge me kin karan ki baat ker raha tha. Kabhi kabhi aisa bhi hota he aapke pas dwo facebook account he or aap ek account ko delet karna chahate hai, to aap facebook account ko delete ya deactivate Kar sakte ho. yaa a bhi ho sakta he kuch personal problems ke karan kuch din facebook use karna nehi chahate ho to aap facebook account deactivate kar sakte ho. or kuch log aise bhi hote he ki facebook massage, notification, Friend request se paresan ho kar  facebook account ko permanently  delete kar deta he. Facebook account deactivate karne se kya hota he Facebook account deactivate karne se Facebook par aapko koyi search nehi Kar payega.

Google par apne ghar ki location par apni id okaise banaye.

To Sabse Pahle hamey google.com website ko open karna hoga or usmai likhna hai GOOGLE MAP MAKER   Jaise Hi Google.com ke result open honge to sabse pahla link google map maker ka hoga to ap ko us par click karna hai Jaise he ap click karenge to ap ke samne ye page open hoga. ab apke samne ye char viklap ayege add place, edit place , add road , review edit by other user To Apko  Add Place  Par Click Karna hai  To Ab apko google map bataye ga ki ap ko kis parkar apna address google map par submit karna hai to ab apko  go it  par click karna hai Step.1  Search For Location Ab Hamko Wo Jagah Dalni He jahan par mai rahta hu jaise ki mai bhiwani city mai rahta hu or mera address  sewa nager colony hai to amine aisa he kuch daala hai apko bhi aisa karna hai isae apko apna gher google map mai asani se mil jaye ga. Step.2  Switch To Satelite  Ye Step apne ap ho jaye ga nhi ho to ap uper se right hand ki taraf kone mai satelite ka viklap paye ga

Facebook par apne typing font ko stylish font me convert kaise kare.

Hii friends... Dosto aapne dekha hoga ki facebook par bahut sare log post aur comment me tarah tarah k fonts ka use karte hai. Jisse hamare man me bhi ye question aata he ki esi style me ham bhi likhe To dosto me aapke liye is samasya ka hal lekar aaya hu. vaise in font k liye bahut sari apps he par me aap ko ek simple website k bare me bata rha hu jo bahut hi simple jisse aap apne simple font ko style font me convart kar sakte hai. site ka name http://app.live-start.com/magic-status/ is par click kare aur upar vale box me kuch bhi type kare aur box k niche k kisi bhi option par click kare. To dosto aapko apni samasya ka hal mil gaya ho ga.Aapko ye post kaisi lagi comment me bataye.

Bank me job ke liye kya kare-

Aaiye jante hai hum ki ek Nationalis bank me job karne ke liye kya karna padta hai. or kaise bank ki naukri ke liye apply karte hai. Bank Job karne ke liye kya kare Bank me job kare acchi salary paye Hamare desh me lagbhag 25 sarkari bank hai jinme job karne ka sapna har yuva dekhta hai bank ek aisi jagah hai jaha career ki apar sambhavna hai mukhytah Banko me 2 tarah ki post nikalti hai Clerk or PO jise IBPS ke dwara sanchalit kiya jaata hai. pichle kuch varsho se IBPS har varsh hajaron post nikal raha hai. in dono post ke liye kisi bhi field me Graduation hona avashyak hain. IBPS har vash Clerk or PO ki post ke liye vacancy nikalti hai jisme clerk or officer dono ke liye 2 – 2 paper hote hai IBPS pree or Mains, IBPS clerk ki post ke liye ab interview  ka pravdhan khatm kar diya hai yadi aap IBPS clerk ki pree or mains aache no. se nikal lete hai to aapko direct call latter aa sakta hai. Jabki PO ke liye aapko interview ke liye bulaya jayega. Aaiye jante hai bank me clerk o

Teacher ki job ke liye kya kare-

Teacher Kaise Bane Tips So guys here we are sharing with you some tips to become a teacher . Ab aapko pta hi hoga ki teacher bannane ke liye kuch requirements ki jaroort hoti hai jiske base par hum teacher bante hai so is article ke through hum apko vo btane jaa rahe hai. So dhyan se padhte rahe hamare ye topic. Acquire Your Relevant Qualification Teacher ki job mangne se pehle aapke paas kuch essential qualification(s) ka hona bahut jaroori hai. Teachers ki job ke liye different levels ke hisaabs se different qualifications ki requirement hoti hai. Agar aap India me reputed private or government schools me teacher banne ki itcha rakhte hai to, apke paas usse related kuch degree honi chahiye such as the  B.Ed (Bachelor of Education)  in particular subjects ya master degree ya M.Ed ya other degrees jo teaching profession se judi ho. Jo college ya university me professor banna chahte hai, unke liye to sirf graduation is the minimum qualification required. Work On Your Basics

30 din me hight kaise badhaye

Height Kaise Badhaye Height Kaise Badhaye Sabse pehle Dudh bohot pijiye Dudh mein Calsium bohot hi bohot matraa me paya jata he. Calsium aapke had(bones) ke liye sabse badhiya khadya he. Iske badle dudh mein Vitamin B or kais are prathin(protein) hote he jo aapke jism ke vriddhi ke liye kam aa sakte he. Agar kuch inch me lambai badhana chahte he to roj 2 se teen glass dudh pijiye. Dhudh se judiye padarth jaise ke makhhan, dahi wagairah khaye, ye bhi accha yogadan denge. Kad ko badhne ke liye calcium ki avashyakta hoti he, Agar calcium ki kami ho to kam umar me hi lambai badhna ruk jata he. Padhiye Calcium hume konse chijose milta he. (How to Increase Your Height. Become Tall quickly upay.) Roj Yoga kare

krishna janmastami for best sayri tips image

1) Happy Krishna Janmashtami Shayari Wishes In Hindi Roop bada pyara hai, chehra bada nirala hai, Badi se badi musibat ko Kanhaiya ji ne pal me hal kar dala hai. Wish You Happy Krishna Janmashtami 2) Krishna Janmashtami Sms Wishes In Hindi khushiyan aapke jivan me laa de, khushiyo se se hi apka jivan saja de, Na ho koi dukh duvidha apke zindagi mein Shree krishna itni apko khushiyo ki wajha de. Happy Krishna Janmashtami 3) New Janmashtami Shayari Sms In Hindi Hai dulara kanhaiya hamara, Hai sab se pyara kanhaiya hamara, Gopiyo bhi jiski or khichi chale jaye Hai inta pyara kanhaiya hamara. 4) Best Krishna Janmashtami Sms Shayari In Hindi Font पलके झुका के नमन करे, मस्तक झुका के वंदना करे, ऐसी नज़र दे दे मेरे कान्हा जो बंद होते ही आपके दीदार करे. कृष्णा जन्माष्टमी की हार्दिक शुभकामनाये 5) Latest Hindi Happy Krishna Janmashtami Sms Wishes Uski lilaa ki baat nirali, Jaha naam ho uska waha aati bas khushali, Madhuban ka hai wo kanhaiya Or gopiya hai jis