Skip to main content

Posts

Showing posts from July 24, 2016

ATM se paise kaise nikale

Jo naye log hai, unko pata nahi hota hai ki ATM Card ka use kaise kiya jata hai. 1. To aapko kya karana hai kisi bhi ATM Machine pe chale jaye. 2. Aapka jo ATM Card hai use ATM Machine me jo slot hota hai usme insert kar de. Aur turant Card Nikal Le. 3. Card insert karate hi aapko bhasha (language) select karani hai. Aapke hisaab sebhasha (Hindi/English)chune. 4. Apne ATM kaPIN Number(4 Digit ka)Dale 5. Ab aapko screen pe option dikhayi denge usmeBankingSelect kare. 6. Aapke samane bahut se options honge unme seCash Withdrawalpe click karde. 7. Aapka jo account haiCurrentyaSavingwo select kare. 8.Amount enter kare(aapko jitane paise nikale hai wo rakam dale). Aur yes pe click karde. 9. Transaction ko pura hone de. Aur apni rakam collect karle.10. Apni slip le le. Aur aakhir me Clear pe click karde. Ladki patane ke best tips