Skip to main content

Posts

Showing posts from August 14, 2016

Ghar baithe mobile repair kaise kare-

Yaha Mai Aapko Kuch Ese Mobile Repair Tips Hindi Me Bataunga Jinko Janne Ke Baad Aap Mobile Ki Problem Ka Solution Karke Fix Kar Sakte Hain . lekin Aapko mobile Ke Kuch Part Ki Jankari Honi Chahiye Jaise Ki Screen , Dadphone , Battery , IC , Transistor , Software , ETC . Aap Smartphone Ko bhi repair kar sakte hai chahe usme kuch bhi problem Software , hardware , Ki kyu naa Ho . Yaha Mai aapko kuch Repairing problemKe Sath unka Solution Bata Raha Hu . 5 Important Mobile Repair Tips In Hindi  1. When Device in Water Jab Aapka Phone Pani Me Gir Jaye Toh Sabse Phele Use Pani Se BharNikale . Fir Uski Battery Phone Se Alag Hata Le Aor Usko Dhup Me Sukhne Ke Liye Rakh De . Dhup Me Battery Ko Nahi Rakhe Aor Phone ko 2-3 Hours ke baad On kare aor Dekhe ki On Huaa Hai YaaNahi . Agar on Nahi ho raha hai toh Usko Shop Par Le Jaye Kyu ki Uski Service Hogi . 2. Don’t Power On/OFF  Jab Device On Yaa Off Nahi Ho Toh Aapko Samaj lena Chahiye Ki Aapke Phone Ka Software Died HoGaya Hai Aor Usme S

Apne computer ya pc me mobile app install kaise kare.

Aaj mai aapko ish post me batauga ki aap apne android apps ko kaise computer me chala shakte hai.Aapke mn me jarur ye bat a rahi hoti hai ki aap apne androidapp ko apne pc me chalaye. Mujhse bhi kai logo ne ishke bare me pucha. To padiye is post ko. 1.Aapko apne pc pr android apps chalane ke liye BLUESTACKS software downlode karna hoga aap BLUESTACKS downlode karke ushe install (computer me) karke khole. Dhyan de aapke pas net connection hona chahiye kyuki bluestok ko install karne ke liye internet ki bhi jarurt hoti hai. Apne smart phon ko cinema ka projector kaise banaye.  2. Aab aap apne Android app koapne pc me bejh de. Datacable dwara ya jaise aap chahe.Jb aap apne Android apps ko windos screen (computer ke) prdekhege to kuch aisha dikhai dega.  3.Aab aap android app ko Computer me chala shakte hai. Aap games bhi computer me khel shakte hai. Jo aapn android mobile me khelte the.Agar aapko koi swal phucna haito comment box me likhe. Ya hamare whatsapp no dwara puche. Aap f

Kisi url ya link ko short (chhota) kaise kare.

Hii friend me Rahul aapko bataunga ki kisi url ya link ko short kese kiya jata hai. bahut logo k sath esa hota hai ki kisi badi link ko bar bar save karna padta hai..isliye is samasya ko dur krne k liye me aapko is post me batauna ki kisi bhi link ko short kaise kiya jata hai. Agar aap website – blog ke url ko short karna chahte hai to kai website hai jo ye services provide karti hai. Lekin sabhi site se bharosa nahi karna chahiye. kyu kikabhi kabhi ye site aapke sath dhokha kar sakti hai. visitor ko redirect ( click karne pe aur kahi le jake ) karke khud ka earning karti hai. mai kuchh badhiya website address deta hu jo aapse dhokha nahi karegi. My personal site- 1. Goo.gl 2. Bit.ly 3.Tiny URL 4. 3.ly 5. Adf.ly vaise me goo.gl site ko use krta hu qki ki ye sabse badi search engine google ka hissa hai. In site me aap sign in ho jaye or apna badi link ko paste krke short kr sakte hai. Tata docoma ka balance transfer kaise kare-