Skip to main content

Posts

Showing posts from August 9, 2016

ATM card se online recharge or shopping kaise kare-

Dosto, jab kabhi hum online recharge, shopping, ya koi transection karte hai to hame apne ATM card ya debit card ki detail bharni hoti hai. Jiski knowledge Na hone ke karna hum ye kaam nhi kar paate or humari transection Nhi ho pati.Aaiye jante hai kaise kare ATM card ka use. Last me jab hum transection ke liye jab hum ATM card select karte hai to Hume aisa page show hota hai. AtmCard no. Wale box me aapke ATM card par mention 16 digit ke number type karne hai. Fir next box me ATM card ki validity select kare. Ya bhi aapke ATM card par di Hui hoti hai. cvv ke box me cvv number type karna hai Jo aapke ATM card ke piche diya hota hai. Ye cvv number3 digit ka hota hai. Ab continue par click kare. Ab aapke register phone number par ek 6. Digit ka code aayega. Ye code aapko next page par otp box me type karna hai. Or pay par click karna hai. Aapki transection complete ho gyi hai. Agar aapko transection karne me koi problem aa rhi hai to mujhe comment kare. M aapki jaldi hi help karung