Skip to main content

Posts

Showing posts from August 8, 2016

Smart fon ko projecter ki tarah use kaise kare-

Projector ke bare me to aap jante hi honge. projector ka kaam hota hai zooming karna. cinema hall me aap bade parde par jo seen dekhte ho use projector se hi bada kiya jata hai. aaj mai aapko aysi trick bta raha hu jiski madad se aap apne smart phone ko projector ki tarah istmal kar sakte ho. or apne ghar ki kisi bhi diwar par parda laga kar bade parde par movie dekh sakte hai. Use kaise kare- ab aap apne smart phone ki madad se apne ghar me hi cinema hall bana kar movie dekh sakte hai. iske liye bas aapko bas ek shoes cartun, Magnifying glass ki jarurat padegi.  Follow step:- 1.Magnifying lans ko shoes box ki ekside me rakh kae mark kare. or mark kiye gaye cartun ko blad se kar holl bana le.  2.box me holl karne ke bad lans ko us me fit kar ke gond ki madad se chipka le.  3.ab aapko image keanusar box me dusri taraf apna smart phone rakhne ke liye stand banana hai. aap koi bhi cheez ki madad se standbana sakte hai. 4.ab apne smart phone me koi bhi movie ya videos chala kar

Mobile se TV ya DVD ka remote kaise pta kre ki kharab he.

Bahut bar humare sath aysa hota hai ki TV, Music player, DVD ka remote kaam karna band kar deta hai to hume bahut problem hoti hai. ye problem shayad aapko bhi aayi hogi. ayse time me hum remote ki battery, sell change karke remote ke sahi hone ka pata lagane ki koshish karte hai. or jab battery, sell change karne ke bad bhi remote kaam nahi karta to hume ye confusing rahti hai ki remote sahi hai ya kharab ho gaya hai. magar aapka smart phone is is problem ko 1 second me solve kar sakta hai. yani ab aap apne adroid phone se remote ke sahi ya kharab hone ka pata laga sakte hai. Internet se 100$ per day kaise kamaye- Remote Sahi Hai Ya Kharab Kaise Pata Kare? smart phone se kisi bhi remote ka sahi ya kharab hone ka pata lagana bahut hi aasan hai. meri btayi ye trick follow kare.Apne smart phone ka camera on kare or remote ke senser ko camera ke samne kar keremote ka koi bhi buttandabaye. agar remote sahi hoga to remote ke senser ki light blink kartihuyi nazar aayegi. agar senser lig

Google adsense se $100 per day kaise kamaye.

Mai yaha aapko gogle adsense se paise kamane ki kuch tricks bta raha hu. agar aap unhe follow kar le to aap$100 to kya $500 dollar bhi per day kama sakte ho.CTR yani Click throw Rate. aapko per click ke kitne paise milte hai. man lo aapko $0.03 per click milte hai to$0.03/100=$3.00 hote hai. cpc adsense ke ads ki company par nirbhar hai. kyuki jo company adsene ko jitne jada paise degi. adsense hume utna hi comossion dega. to cpc kam jada hoti rahti hai.CPC yani ctr ki average, aapki monthly ctr average kitni hoi hai. ye humari sites ke ads par nirbhar hai. koi visitors humari site ke ads per click karke jitne time takrukta hai. hume utna jada commission milega. CPC lagbhag$0.25 se$2.00 tak ho sakti hai. 1. to aapko $100 per daykamane ke liye aapko karib 500 ads click ki jarurat hai. or 500 ads click hone ke liye aapki site par karib 40,000-50,000 views hone chahiye.40,000-50,000 views perday hone ke liye aapke blog ya website par 500awesome, top, fomous article hone chahiye. to a