Skip to main content

Posts

Showing posts from August 19, 2016

Man ki akagrata kaise badhaye-

Man jitna nirmal hoga utna hi shant hoga, aur fir jitna shant rahega utna hi ekagra. Batein to sabhi karte hai ye karo wo karo lekin kaise koi nahi batata. Aapne Gandhi ji ke tin Bandar ke bare me suna hoga bilkul waisa hi karna hai par thoda modify karke. Jaise Bura mat dekho par achha zaroor dekho. Bura mat suno par accha zaroor suno. Bura mat bolo par accha bolte raho. Aap dhyan(Meditation) kar sakte hai. Dhyan se man nirmal swacchha ho jata hai. Waise dekha jaye to Dhyan sabse bada sadhan hai man ki ekagrata aur man ki shaktiya  badhane ka. Ekagrata badhane ke Fayde Aap sab ka khayal rakhne lagte ho, man saaf hone ki wajah se sabke dil se jude rehte ho. Aap job hi chahoge, jisse chahoge kam hoga zaroor. Kyonki aapki soch ki power badh jati hai, bohot badh jati hai. Jo padhoge jo dhyan me rakhna chahoge wo seedha brain mein utar jayega. Kyonki aap ki brain power bohot badh jayeg. Aap jisase bhi baatein karoge wo direct dil se dil tak karoge. Aur bas isiliy