Skip to main content

Posts

Showing posts from August 17, 2016

Whatsapp ki history.

Hello, Dosto aaj har koi whatsaap ka use karta hai. Aaj whats aap ke karodo user hai. Lekin kya aap janate hai ki whatsapp kisne banaya. Whatsaap banane me kin kin logo ka yogdan hai. To Chaliye aaj hum isike bare me janate hai.Whatsaap ki history Aur Founder ke bare me?Whatsaap ki shurawat 2009 me hui thi. Aur aaj whats aap ke karodo user hai.Lekin whatsapp banane wale jo log hai unki kahani bahut hi interesting hai. WhatsApp babane me 2 logo ka bahut hi bada yogdan raha hai.  1. Jan Koum  Facebook kisne,kaise,or kaha banai yah janne k liye click kare. 2. Brian Acton  To chaliye eke k kare in logo ke bare me janate hai.  1. Jan Koum : Jan Koum ek American internet programmer hai. Jankoum CEO Aur co-founder the whataap ke. Koum bahut hi garib khandan se the kabhi kabhi une kahne ke liye apni maa ke sath jaha par mufth bojan milata hai us line me khada rahana padata tha. Unki maa safsafayi ki kam kartithi.18 sal ki umar se hi unhe programming me interest tha. Unkagradu

Facebook kisne,kaise or kaha banai.

Aaj ke time me sabse aachi Social Media Networking site Facebook hai. Facebook ka usekon nahi karta lagbhag duniya ke har kone me , Har ghar me chota ho ya bada sabki log Facebook se jude hua hai Kyun yeh ek bahetren medium hai naye logo se dosti karne ka, Naye-Naye communities se judne ka par kya aap jante hai Facebook ko kisne baya hai, Agar aap jante hai to badiya hai nahi to hum bata dete hai Facebook ko “Mark Zuckerberg” ne banaya hai. Facebook aajkal bahut lokpriya hai. Bache Apni Book ko Read kare ya na Karen Par Facebook ko jarur Read karte hai. Facebook ka nirman February 4, 2004, Cambridge, Massachusetts, United States me hua tha aur aaj Facebook kabol bala joro shore se hai. Aaj duniya ke youngest billionaires me se ek hai. Mark zuckerberg ne socialnetworking facebook ko Aapne Collage hostel ke room me he beth kar banaya tha aur jaise heFaceook par 250 millions se jayada Users aana surur hue Tabse Mark zuckerberg billionaire ban gye.  1. Mark Zuckerberg bahat kam Umar