Skip to main content

Posts

Bank me job ke liye kya kare-

Aaiye jante hai hum ki ek Nationalis bank me job karne ke liye kya karna padta hai. or kaise bank ki naukri ke liye apply karte hai. Bank Job karne ke liye kya kare Bank me job kare acchi salary paye Hamare desh me lagbhag 25 sarkari bank hai jinme job karne ka sapna har yuva dekhta hai bank ek aisi jagah hai jaha career ki apar sambhavna hai mukhytah Banko me 2 tarah ki post nikalti hai Clerk or PO jise IBPS ke dwara sanchalit kiya jaata hai. pichle kuch varsho se IBPS har varsh hajaron post nikal raha hai. in dono post ke liye kisi bhi field me Graduation hona avashyak hain. IBPS har vash Clerk or PO ki post ke liye vacancy nikalti hai jisme clerk or officer dono ke liye 2 – 2 paper hote hai IBPS pree or Mains, IBPS clerk ki post ke liye ab interview  ka pravdhan khatm kar diya hai yadi aap IBPS clerk ki pree or mains aache no. se nikal lete hai to aapko direct call latter aa sakta hai. Jabki PO ke liye aapko interview ke liye bulaya jayega. Aaiye jante hai bank me clerk o

Teacher ki job ke liye kya kare-

Teacher Kaise Bane Tips So guys here we are sharing with you some tips to become a teacher . Ab aapko pta hi hoga ki teacher bannane ke liye kuch requirements ki jaroort hoti hai jiske base par hum teacher bante hai so is article ke through hum apko vo btane jaa rahe hai. So dhyan se padhte rahe hamare ye topic. Acquire Your Relevant Qualification Teacher ki job mangne se pehle aapke paas kuch essential qualification(s) ka hona bahut jaroori hai. Teachers ki job ke liye different levels ke hisaabs se different qualifications ki requirement hoti hai. Agar aap India me reputed private or government schools me teacher banne ki itcha rakhte hai to, apke paas usse related kuch degree honi chahiye such as the  B.Ed (Bachelor of Education)  in particular subjects ya master degree ya M.Ed ya other degrees jo teaching profession se judi ho. Jo college ya university me professor banna chahte hai, unke liye to sirf graduation is the minimum qualification required. Work On Your Basics

30 din me hight kaise badhaye

Height Kaise Badhaye Height Kaise Badhaye Sabse pehle Dudh bohot pijiye Dudh mein Calsium bohot hi bohot matraa me paya jata he. Calsium aapke had(bones) ke liye sabse badhiya khadya he. Iske badle dudh mein Vitamin B or kais are prathin(protein) hote he jo aapke jism ke vriddhi ke liye kam aa sakte he. Agar kuch inch me lambai badhana chahte he to roj 2 se teen glass dudh pijiye. Dhudh se judiye padarth jaise ke makhhan, dahi wagairah khaye, ye bhi accha yogadan denge. Kad ko badhne ke liye calcium ki avashyakta hoti he, Agar calcium ki kami ho to kam umar me hi lambai badhna ruk jata he. Padhiye Calcium hume konse chijose milta he. (How to Increase Your Height. Become Tall quickly upay.) Roj Yoga kare

krishna janmastami for best sayri tips image

1) Happy Krishna Janmashtami Shayari Wishes In Hindi Roop bada pyara hai, chehra bada nirala hai, Badi se badi musibat ko Kanhaiya ji ne pal me hal kar dala hai. Wish You Happy Krishna Janmashtami 2) Krishna Janmashtami Sms Wishes In Hindi khushiyan aapke jivan me laa de, khushiyo se se hi apka jivan saja de, Na ho koi dukh duvidha apke zindagi mein Shree krishna itni apko khushiyo ki wajha de. Happy Krishna Janmashtami 3) New Janmashtami Shayari Sms In Hindi Hai dulara kanhaiya hamara, Hai sab se pyara kanhaiya hamara, Gopiyo bhi jiski or khichi chale jaye Hai inta pyara kanhaiya hamara. 4) Best Krishna Janmashtami Sms Shayari In Hindi Font पलके झुका के नमन करे, मस्तक झुका के वंदना करे, ऐसी नज़र दे दे मेरे कान्हा जो बंद होते ही आपके दीदार करे. कृष्णा जन्माष्टमी की हार्दिक शुभकामनाये 5) Latest Hindi Happy Krishna Janmashtami Sms Wishes Uski lilaa ki baat nirali, Jaha naam ho uska waha aati bas khushali, Madhuban ka hai wo kanhaiya Or gopiya hai jis

tata docomo sim se other tata docomo mobile sim me balance kaise transfer kare

How to transfer balance from Tata Docomo to Tata Docomo tata docomo sim se other tata docomo mobile sim me balance bhejane ke liye aapko ye simple step follow karna hai. *.Messaging typing open kare. *.type BT<space>Mobile Number add kare. *.54321pe send kare. ( Rs.5 will be transferred.) Bsnl ka balance transfer kaise kare-

BSNL se BSNL me balance transfer kaise kare

How to Transfer Balance from BSNL to BSNL BSNL se BSNL me bhi Aap Balance bhej sakte hai. isake liye Balance Transfer USSD codeko use kare. BSNL me balance transfer karne ke liye Step. *.message box open kare. *.phir create message me jake Gift<SPACE><Receiver’s Number><SPACE><Amount> type kare *.last me 53733 or 53738 pe sms send karde. Example – Rs. 20/- transfer karne ke liye Gift 9876543210 20 Relaince ka balanc transfer kaise kare- Note:Rs. 5/- se Rs. 50/- tak transfer kiya ja sakta hai. Balance Send karne wala BSNL number 90 days purana hona chahye or Balance receive karne wale ka number 30 days purana hona jaruri hai. Register karna pade to Is tarah Register kare : ” REGISTER PTOP ” send to 54455. SMS se Aapko Password mil jayega.