Skip to main content

Posts

Shikshak divas k liye best shayriya.

Shayri- 1. Le gaye aap is school ko us mukaam pr Garv se uthte hain hamare sar, Hum rahe na rahe ab kal, Yaad aayenge aapke saath bitaye hue pal, Teacher aapki zarurat rahegi hme har pal. Happy teachers day. 2. Best shayri for teachers day- Nahin hain shabd kaise karoon dhanyavaad, Bas chahiye har pal aap sabka aashirvaad, Hoon jahan aaj mai usme hain bada yogdaan, Aap sabka, jinhone diya mujhe itna gyaan. 3. Guru ka mahetv kabhi hoga na kum, Bhale kar le kitni bhi unnati hum, Waise to hai internet pe har prakaarka gyaan, Par ache bure ki nahi hai use pehchaan. 4. Jeevan ke har andhere me, Roshani dikhatey hai aap, Band ho jate h jab sare darwaje, Naya rasta dikhate hain aap, Sirf kitaabi gyaan hi nahi, Jeevan jeena sikhate hai aap. 5. Aapse hi sikha, aapse hi jaana, Aap hi ko humne guru hai maana, Sikha hai sab kuch aapse humne, Kalam ka matlab aapse hai jaana.

Internet se apne offline friend ko free sms kaise kre-

Kya aap seekhna chahte hai free me message kaise karte hai to ye post padhe. Mai is post me aapko ye batane wala hu ki agar aapke pass internet hai to koiofflinehai to use kaise free me SMS karte hai. Dosto aaj kal smartphone hum sab ke pass rehta hai.Bahut se dost aise bhi hote hai mobile hota hai par net nahi use karte hai.Aise kya humbina internet SMS kar sakte hai ha bilkul message send kar sakte obhi free me bina paise ke.Mai batane wala hu ki kaise india me kisi bhi mobile par free me SMS karte hai. Inteenet par kai website he jinke jariye aap free sms kr sakte ho... me jin website k nam bta rha hu unme apni ID bnaye or free msg send kre.. free site freesms8.com way2sms.com http://fast2sms.ga/signup.php?user=oWI1uc dosto vese me first wali site use krta hu qki ye bilkul simple he or 2 second me sms send kr deti hai. Thank you!! Apne mobile se free me android app kaise banaye.

Anjan ladki ko kaise pataye-

Jis ladki ko ap like krte ho use hi dekhte rhe aur wo apko dekhe to aap choti si smile deke sirko neeche kr le isse wo apse thoda impress hogiPhir ap 2-3 din tak usko aise hi karte rhe ,phir aap 4din se usse thodi si baat start kre ,phele uska name puche ager btati h to thik h nhi btati to wo kis class ki studnt h ye puche ager wo kahti h ki me 8ya 9th class ki studnt h to aap usse bole ki mujheMath ki book chaiye ek din ke liye thodi help milegi apki book se study me kya aap mujhe book de skti h ,me kal tak apki book wapis kr dunga wo book de degi apko 100% phir aap uski book me love rkh dena aur book me apne naam ka shabd jasie apka naam shyamTo s, likh dena uske naam ke saath,aur dusre din jake uski book de dena phir wo dusre din mile apko to shake hand kr lena usse phir kyaapki love story successful ,lekin dhyaan rkhna uska bhai na ho nhi to maar maar ke tapory bna de,Jis ladki ko patana ho phele uska her cheej confrm kr le , ladki hamesa acche nature wali h patana kyoki jiska nat

Padhai karne or padha huaa yad rakhne k tips-

Dosto kya aap bhi padhai karne ke tips (Study karne ke tips) janana chahte hain? kya aap yeh janana chahte hain ki padhai ko yaad kaise rakhe, iski tips kya hain. To aaiye is post mein hum aise tips aapko batane ja rahe jinhe ajma kar aap padhai kar sakte hain aur padhai ko yaad bhi rakh sakte hain.Padhai ko yaad rakhne ke tips ~Lagatar padhne ki bajaye har 50 minutes ke baad 10 minutes ka break le. Regular taur par padhe, na ki exam se pahle marathon padhai. ~ Padhaai karte huye music sunana chahte hain to Instrumental sune aur yeh disturb karne wala na ho. ~ Padhai ki jagah fix kare. Rojan oosi jagah par study karne se dimaag khud ko padhai ke liye ready kar leta hain. ~ Ek din mein ek hi subject ko padhne ki bajaye, 2-3 Subject ki padhai kare yani ki variety laye. ~ Jo padh rahe hain usme khud koinvolve kare. Sifr padhte jane ki bajaye aap soche ki aap kya padh rahe hain? Uske baare mein swaal banaye aur khud se uske jawaab puchhe. Yeh bhi puchhe ki aage kya ho sakta hain aur k

Mobile data limit kaise set kare-

aap mobile data limit option par ja kar orange color ki line se data limitset kar sakte hai. Tips:-  manlo aapki sim me 200 MB hai or aap internet chala rahe hai. isliye bar bar apna internet pack check karte rahte hai ki kahi pack khatm na ho jaye or aapke paise na kat jaye. is problem ko khatm karne ka tarika smart phone me pahle se hota hai.1.agar aapke phone me 200MB hai to aap phone ke datalimit setting me ja kar orange line se 190MB par data limit set karo.2.ab jab aap 190mb use kar loge to smart phone data connection ko automatick band kar dega.3.so aap agar aap yebhi set kar sakte hai ki aaj mujhe kitni mb use karni hai. isse aapke paise nahi katengeor aapko smart phone pahle hi alert kar dega

ATM card se online recharge or shopping kaise kare-

Dosto, jab kabhi hum online recharge, shopping, ya koi transection karte hai to hame apne ATM card ya debit card ki detail bharni hoti hai. Jiski knowledge Na hone ke karna hum ye kaam nhi kar paate or humari transection Nhi ho pati.Aaiye jante hai kaise kare ATM card ka use. Last me jab hum transection ke liye jab hum ATM card select karte hai to Hume aisa page show hota hai. AtmCard no. Wale box me aapke ATM card par mention 16 digit ke number type karne hai. Fir next box me ATM card ki validity select kare. Ya bhi aapke ATM card par di Hui hoti hai. cvv ke box me cvv number type karna hai Jo aapke ATM card ke piche diya hota hai. Ye cvv number3 digit ka hota hai. Ab continue par click kare. Ab aapke register phone number par ek 6. Digit ka code aayega. Ye code aapko next page par otp box me type karna hai. Or pay par click karna hai. Aapki transection complete ho gyi hai. Agar aapko transection karne me koi problem aa rhi hai to mujhe comment kare. M aapki jaldi hi help karung