Skip to main content

Padhai karne or padha huaa yad rakhne k tips-

Dosto kya aap bhi padhai karne ke tips (Study karne ke tips) janana chahte hain? kya aap yeh janana chahte hain ki padhai ko yaad kaise rakhe, iski tips kya hain. To aaiye is post mein hum aise tips aapko batane ja rahe jinhe ajma kar aap padhai kar sakte hain aur padhai ko yaad bhi rakh sakte hain.Padhai ko yaad rakhne ke tips
~Lagatar padhne ki bajaye har 50 minutes ke baad 10 minutes ka break le. Regular taur par padhe, na ki exam se pahle marathon padhai.
~ Padhaai karte huye music sunana chahte hain to Instrumental sune aur yeh disturb karne wala na ho.
~ Padhai ki jagah fix kare. Rojan oosi jagah par study karne se dimaag khud ko padhai ke liye ready kar leta hain.
~ Ek din mein ek hi subject ko padhne ki bajaye, 2-3 Subject ki padhai kare yani ki variety laye.
~ Jo padh rahe hain usme khud koinvolve kare. Sifr padhte jane ki bajaye aap soche ki aap kya padh rahe hain? Uske baare mein swaal banaye aur khud se uske jawaab puchhe. Yeh bhi puchhe ki aage kya ho sakta hain aur kyon ? Soche ki jo padha hain, uska main point kya thay. Mann mein summery taiyaar kare.
~ Aap jo padh rahe hain, usay Visualize kare. Khud ko oos character mein fit karke ya oos jagah par rakhkar dekhe. Uski picture taiyaar kare. Jaise ki Jhansi ki Rani ke taur par khud ko visualize kare. Jitna aap scene mein khud ko fit karenge, utna hi jyada aapko yaad rahega. Padhai mein Law of Giving ko apnaye. Yani ki apne subject ko kisi character se jod de aur jo padha hain, Sab usay de de ya usme samahit karde. Jaise ki agar TB ki properties yaad karni hain to Gabbar Singh aapko pasand hain, to usay TB se jod le. Maslan TB mein jukam ho jata hain to soche ki Gabbar Singh ko jukam ho gya. TB se lungs kharab ho jate hain to soche ki Gabbar Singh ke Lungs bahar nikal rahe hain aur Samba unhe penchkas se kas raha hain. TB mein Baal jhad jate hain to soche ki Gabbar Singh ke baal jhad rahe hain. Isi tarah Plastic ki properties yaad karni hain to apne kisi kareebi dost ko Visualize kare.Jaise Plastic Light hoti hain soche ki veh patla hain. Plastic mein Jung nahi lagta hain to soche ki uske maathe par bal nahi padta hain. Plastic Low Melting Point hota hain to soche ki dost ki naak bah rahi hain. Plastic ki maintenance kam hoti hain to soche dost kam khana khata hain. Is tarah har properties ko dost ke saath jod de. Phir veh aapko kabhi nahi bhoolega.
~ Ab pure chapter ko padhe, pahli baar mein underline na kare. Aisa karenge to aap bahut saare points ko underline kar lenge, jo important nahi honge. Jo points underline kiye hain unke baare mein soche.
~ Ab mukhya swaalo ke jawaab zor se bole. Jitni der aap padhte hain, usme se kam se kam aadha time padhe huye ko zor se bolkar bitaye.
~ Class mein Notes utarte waqt bhi oon par gaur kare. Yeh sochkarna likhe ki abhi likh leta hoon , Baad mein padh loonga. Likhte huye mann mein dohraye. Teacher ki har baat ko likhne ki bajaye jo important ho, usay note kare. Baaki ko chhod de.
~ Ek baar yaad karne ke baad phir se dohraye. 24 Ghante baad pahli baar aur ek hafte ke baad dusri baar jaroor dohraye.

~ Jo padha hain usay kisi aisi cheez se jodkar yaad kare, jise aappahle se jante ho. Aapne jo padha hain, Usay lekar aap koi Kavita (Poem), Gaana aadi bhi bana sakte hain.

~ Jo naya padha hain, Usay friend ko padhane ki koshish kare. Usay tabhi padha ya samjha payenge, Jab veh topic aapko puri tarah se clear hoga.
~ Apne padhai ke routine mein badlaav karte rahe. Ek hi tarike se ek hi samay par lagatar padhne se boriyat hoti hain aur padhai mein mann nahi lagta hain.

Comments

Popular posts from this blog

Free 40rs. Earn per mobile number || refer n earn program||

नमस्कार दोस्तों कैसे हो आप आशा करता हूं अच्छे होंगे| तो चलिए स्वागत है आपका मेरे आर्टिकल में आज मैं आपको बताने वाला हूं कि आप अपने हर नंबर पर ₹40 तक कमा सकते है| आपको मैं एक ऐप के बारे जिस को यूज करके आप 1 महीने में 4000 से भी ज्यादा ही रुपए कमा सकते हैं| दोस्तों आपको यह ऑफर इस ऐप में कैसे यूज़ करना है मैं आपको नीचे आर्टिकल में बताने वाला हूं | उससे पहले दोस्तों नीचे उस ऐप की लिंक दी है -          Download App इस पर क्लिक करके आप उस ऐप को प्ले स्टोर से डाउनलोड कर लीजिएगा उसके बाद आपको एक रिफर कोड यूज़ करना है जो मैं आपको बताता हूं - Refer code RKQ094S  यह रेफर कोड आपको कहां पर डालना है यह आप आगे देखते जाइए स्टेप बाय स्टेप - Step 1. Download and sign up Step 2. Click on mobile recharge option Step 3. Click on have a promo code option Step 4. Enter promo code = RKQ094S Step 5. Then click continue option Step 6. Pay for recharge select debit/net banking only.  दोस्तों रिचार्ज सक्सेस होने के बाद 24 घंटे में आपका कैशबैक ₹20 मिल जाएगा

Model school Tonk khurd

*शा. मॉडल/ उत्कृष्ट उ. मा. वि. टोंक खुर्द*                 *पालक के नाम पाती*     स्कूल चले हम स्कूल चले सब स्कूल चले हम     प्रिय पालक गण, बड़े हर्ष के साथ सूचित करने में आता है कि शा मॉडल हायर सेकेंडरी स्कूल टोंकखुर्द/ शासकीय उत्कृष्ट उच्चतर माध्यमिक विद्यालय टोंक खुर्द एवं अन्य शासकीय विद्यालयों में सत्र 2 अप्रैल 2018  सोमवार से प्रारंभ हो रहा है आपने अपने लाडले - लाडलियों को पढ़ाने के लिए शाला  का चयन भी कर लिया होगा की इस वर्ष में फलाने फलाने शाला में प्रवेश दिलाऊंगा लेकिन मेरे प्रिय पालको आपसे करबद्ध निवेदन है कि अपने लाडले-लाडलियों को शासकीय शाला में ही प्रवेश दिलाएं और उनके भविष्य को उज्जवल बनाएं शासकीय शाला में प्रवेश दिलाने पर आपको मिलेगा. 1.नि:शुल्क प्रवेश 2. नि:शुल्क पाठ्य  पुस्तकें 3. सर्वसुविधायुक्त शाला भवन 4.  विशाल खेल का मैदान 5. अनुभवी क्रीड़ा  शिक्षक द्वारा समस्त खेलकूद की गतिविधियों का संचालन 6.प्रत्येक कक्षा के लिए अलग- अलग अनुभवी प्रशिक्षित शिक्षक/ शिक्षिका  7.शैक्षणिक कैलेंडर के अनुसार विषय की पढ़ाई 8.कक्षा 9 से 12 तक प्रत्येक विषय की भिन्न भिन्न

बिना नंबर सेव किए WhatsApp पर मैसेज कैसे करें|

नमस्कार दोस्तों कैसे हो उम्मीद है अच्छे ही होंगे| दोस्तों मेरा नाम है राहुल प्रजापत और मेरे इस आर्टिकल मैं तहदिल से आपका स्वागत है। दोस्तों आज के आर्टिकल में आपको बताने वाला हूं कि आप अपने कांटेक्ट लिस्ट में किसी के भी नंबर बिना सेव किए ही आप उसे WhatsApp पर मैसेज कर सकेंगे। दोस्तों हमें इस फीचर की तक जरूरत पड़ती है जब हमें किसी को टेंप्रेरी कोई फोटो या डॉक्यूमेंट सेंड करना हो या किसी के नंबर आपको सेव नहीं करने और उसे कोई पर्सनल मैसेज करना हो इसके लिए यह फीचर आपको बहुत मायने रखता है। मैं आपको डायरेक्ट मैसेज करने के लिए 2 फीचर बताऊंगा। एक रहेगा बिना एप से और दूसरा ऐप के जरिए आप कर पाएंगे। चलिए शुरू करते हैं पहला ट्रिक - आपको अपने मोबाइल के किसी भी ब्राउज़र को ओपन करना है और URL में टाइप करना है https://wa.me/919977665544 दोस्तों जहां पर मैंने मोबाइल नंबर लिखिए वहां पर आपको उसके नंबर लिखना है जिसे आप को मैसेज करना है और याद रहे आपको फर्स्ट में कंट्री कोड भी डालना है और इंटर प्रेस कर देना है। अब ब्राउज़र में नई विंडो खुलेगी जिसमें मैसेज का ऑप्शन दिखा