Skip to main content

Posts

tata docomo sim se other tata docomo mobile sim me balance kaise transfer kare

How to transfer balance from Tata Docomo to Tata Docomo tata docomo sim se other tata docomo mobile sim me balance bhejane ke liye aapko ye simple step follow karna hai. *.Messaging typing open kare. *.type BT<space>Mobile Number add kare. *.54321pe send kare. ( Rs.5 will be transferred.) Bsnl ka balance transfer kaise kare-

BSNL se BSNL me balance transfer kaise kare

How to Transfer Balance from BSNL to BSNL BSNL se BSNL me bhi Aap Balance bhej sakte hai. isake liye Balance Transfer USSD codeko use kare. BSNL me balance transfer karne ke liye Step. *.message box open kare. *.phir create message me jake Gift<SPACE><Receiver’s Number><SPACE><Amount> type kare *.last me 53733 or 53738 pe sms send karde. Example – Rs. 20/- transfer karne ke liye Gift 9876543210 20 Relaince ka balanc transfer kaise kare- Note:Rs. 5/- se Rs. 50/- tak transfer kiya ja sakta hai. Balance Send karne wala BSNL number 90 days purana hona chahye or Balance receive karne wale ka number 30 days purana hona jaruri hai. Register karna pade to Is tarah Register kare : ” REGISTER PTOP ” send to 54455. SMS se Aapko Password mil jayega.

aircel to aircel se mobile me balance ko transfer kaise kare.

how to transfer balance in aircel to aircel ? aircel to aircel se mobile me balance ko transfer karne ke liye ye tips follow kare .1. Apne Mobile me*122*666#dial kare. 2. Ab menu option ayega. 3. transfer ka option select kare. 4. next step me jaise bataya jaye ye follow kare. Note :jaha Vodafone ka balence transfer kaise kare- pe aap sirf Rs 5 se Rs 100 tak balance ko transfer kar sakte hai.transfer ka chargesbhi lagega. images dekhe.aircel Balance Transfer charge

Vodafone se vodafone me balance transfer kaise kare.

how to transfer balance from vodafone to vodafone Agar apke pas vodafone sim hai or aap kisi vodafone user ke number pe balance transfer karna chahte hai to, *131*<Amount>*<Receiver’s Mobile Number>#   dial kare. Amount ke jagah pe jitna amount send karna chahte hai wo type kare.Receiver Mobile Numberki jagah apne friend ya jiske number pe aap balance bhejna chahte hai uska vodafone number type kare. Note:Vodafone user sirf Rs. 5/- se Rs. 30/- tak ka transfer kar sakte hai. Same number pe ek din me sirf ek bar balance transfer ho sakta hai. Telenor ka balance transfer kaise kare-

Telenor ka balance transfer kaise kare.

Telenor (uninor) Balance kaise transfer kare Idea, Vodafone ki tarah Uninor bhi USSD codes se main balance transfer karne ki features deti hai. Apko sirf apne mobile ke dial pad pe *202*<Mobile Number>*<Amount># type karna hai. Example– Rs. 30/- transfer karne ke liye*202*XXX6543210*30#dial kare. Note :Rs. 5 Se Rs. 50 tak transfer ho sakata hai. transfer karne ka charges Rs.2 lagega. Airtel ka balance transfer kaise kare-

Airtel prepaid ka balance transfer kaise kare-

Transfer Balance from Airtel to Airtel?  USSD Code Methodko Follow kare. *.Phone ko open kare uar *141# dial kare. *.Ab menu Open hoga isame ye sabhi option hoge. 1)Share Talk time 2) Buy happy hours Pack 3) Take Loan/Ask for Talk time 4) Gift Pack 5) Call me Back Sms6) Account7) Help *.isame se 1st option “Share Talk Time” select karna hai. *.“1” Enter kare aur “Send” kare. *.Ab Jitana balance Transfer karana hai wo amount add kare. *.Bad me Jis Number pe balance bhejna hai wo Enter kare. *.wait…5 minutes Aapka Balance send ho jayega. Note:Aap Rs.5 – Rs.30 tak Main Balance transfer kar sakte hai, aap ke Airtel SIM me Rs 10minimum balancebhi hona chahye. Aap ek din me sirf 5 bar aur month me sirf 30 times balance bhej saktehai. Idea ka balance transfer kaise kare-