Skip to main content

Posts

Whatsapp ki history.

Hello, Dosto aaj har koi whatsaap ka use karta hai. Aaj whats aap ke karodo user hai. Lekin kya aap janate hai ki whatsapp kisne banaya. Whatsaap banane me kin kin logo ka yogdan hai. To Chaliye aaj hum isike bare me janate hai.Whatsaap ki history Aur Founder ke bare me?Whatsaap ki shurawat 2009 me hui thi. Aur aaj whats aap ke karodo user hai.Lekin whatsapp banane wale jo log hai unki kahani bahut hi interesting hai. WhatsApp babane me 2 logo ka bahut hi bada yogdan raha hai.  1. Jan Koum  Facebook kisne,kaise,or kaha banai yah janne k liye click kare. 2. Brian Acton  To chaliye eke k kare in logo ke bare me janate hai.  1. Jan Koum : Jan Koum ek American internet programmer hai. Jankoum CEO Aur co-founder the whataap ke. Koum bahut hi garib khandan se the kabhi kabhi une kahne ke liye apni maa ke sath jaha par mufth bojan milata hai us line me khada rahana padata tha. Unki maa safsafayi ki kam kartithi.18 sal ki umar se hi unhe programming me interest tha. Unkagradu

Facebook kisne,kaise or kaha banai.

Aaj ke time me sabse aachi Social Media Networking site Facebook hai. Facebook ka usekon nahi karta lagbhag duniya ke har kone me , Har ghar me chota ho ya bada sabki log Facebook se jude hua hai Kyun yeh ek bahetren medium hai naye logo se dosti karne ka, Naye-Naye communities se judne ka par kya aap jante hai Facebook ko kisne baya hai, Agar aap jante hai to badiya hai nahi to hum bata dete hai Facebook ko “Mark Zuckerberg” ne banaya hai. Facebook aajkal bahut lokpriya hai. Bache Apni Book ko Read kare ya na Karen Par Facebook ko jarur Read karte hai. Facebook ka nirman February 4, 2004, Cambridge, Massachusetts, United States me hua tha aur aaj Facebook kabol bala joro shore se hai. Aaj duniya ke youngest billionaires me se ek hai. Mark zuckerberg ne socialnetworking facebook ko Aapne Collage hostel ke room me he beth kar banaya tha aur jaise heFaceook par 250 millions se jayada Users aana surur hue Tabse Mark zuckerberg billionaire ban gye.  1. Mark Zuckerberg bahat kam Umar

Rakshabandhan k liye best shayri and jokes.

1. Agar Raksha Bandhan Par, Koi Ladki Kisi Bhi Ladke Ko, Bhai Bana Sakti Hai, To Fir Karwa Chauth Ko Pati Kyon Nhi Bana Sakti??  Hume Insaaf Chahiye!  – Indian Male Association 2. Khuda Kare Tujhe Khushiyan Hazaar Milen  Mujhse Bhi Acha Yaar Mile, Meri Girlfriend Tujhe Bandhe Rakhi, Aur Ek Aur Behan Ka Pyar mile  happy Raksha Bandhan

Free Me Mobile Se Android app kaise banaye.

Aap Sab lagbhag Smartphone Ka istemall Karte honge jis me bahut saari Android Apps bhi , Aapne bhi socha hoga ki ye sab apps kaise banti hai, Ya aapne apni website ki apps bana chahte ho to,lekin aapko nahi pata ki kaise android app banaye,vase to android apps banane ke liye bahut bada software hota hai , jisme Coding Karke android appsbanayi jati lekin agar aap apni website ki apps banana chahte hai to iske liye bahut hi aasani sa tarika hai , chaliye dekhiye kaise aap aasani se appni website ke liye apps bana sakte hai , *.Sabse Pahle http://appsgeyser.com Par jaye  *.Ab apko Yanha Create App Ka button Dikhega Us par Click Kare  *.Ab Aapke Samne kuch Option Dikhayi Denge Is me Se Appko Website Ke option Par Click karna Hai  *.Ab Aapke Samne Websiteka url Dalne Ki Jagh Dikhai Degi Or Ek next Kaoption Bhi  *.Agar aap ApneApp ka Preview Dekhna Chahte Hai To Click TO Preview Par click kare jo Mobile Dikhaya gaya hai us par Click kare, *.Ab aapko Is App ka Name,Description , or ic

Ghar baithe mobile repair kaise kare-

Yaha Mai Aapko Kuch Ese Mobile Repair Tips Hindi Me Bataunga Jinko Janne Ke Baad Aap Mobile Ki Problem Ka Solution Karke Fix Kar Sakte Hain . lekin Aapko mobile Ke Kuch Part Ki Jankari Honi Chahiye Jaise Ki Screen , Dadphone , Battery , IC , Transistor , Software , ETC . Aap Smartphone Ko bhi repair kar sakte hai chahe usme kuch bhi problem Software , hardware , Ki kyu naa Ho . Yaha Mai aapko kuch Repairing problemKe Sath unka Solution Bata Raha Hu . 5 Important Mobile Repair Tips In Hindi  1. When Device in Water Jab Aapka Phone Pani Me Gir Jaye Toh Sabse Phele Use Pani Se BharNikale . Fir Uski Battery Phone Se Alag Hata Le Aor Usko Dhup Me Sukhne Ke Liye Rakh De . Dhup Me Battery Ko Nahi Rakhe Aor Phone ko 2-3 Hours ke baad On kare aor Dekhe ki On Huaa Hai YaaNahi . Agar on Nahi ho raha hai toh Usko Shop Par Le Jaye Kyu ki Uski Service Hogi . 2. Don’t Power On/OFF  Jab Device On Yaa Off Nahi Ho Toh Aapko Samaj lena Chahiye Ki Aapke Phone Ka Software Died HoGaya Hai Aor Usme S

Apne computer ya pc me mobile app install kaise kare.

Aaj mai aapko ish post me batauga ki aap apne android apps ko kaise computer me chala shakte hai.Aapke mn me jarur ye bat a rahi hoti hai ki aap apne androidapp ko apne pc me chalaye. Mujhse bhi kai logo ne ishke bare me pucha. To padiye is post ko. 1.Aapko apne pc pr android apps chalane ke liye BLUESTACKS software downlode karna hoga aap BLUESTACKS downlode karke ushe install (computer me) karke khole. Dhyan de aapke pas net connection hona chahiye kyuki bluestok ko install karne ke liye internet ki bhi jarurt hoti hai. Apne smart phon ko cinema ka projector kaise banaye.  2. Aab aap apne Android app koapne pc me bejh de. Datacable dwara ya jaise aap chahe.Jb aap apne Android apps ko windos screen (computer ke) prdekhege to kuch aisha dikhai dega.  3.Aab aap android app ko Computer me chala shakte hai. Aap games bhi computer me khel shakte hai. Jo aapn android mobile me khelte the.Agar aapko koi swal phucna haito comment box me likhe. Ya hamare whatsapp no dwara puche. Aap f

Kisi url ya link ko short (chhota) kaise kare.

Hii friend me Rahul aapko bataunga ki kisi url ya link ko short kese kiya jata hai. bahut logo k sath esa hota hai ki kisi badi link ko bar bar save karna padta hai..isliye is samasya ko dur krne k liye me aapko is post me batauna ki kisi bhi link ko short kaise kiya jata hai. Agar aap website – blog ke url ko short karna chahte hai to kai website hai jo ye services provide karti hai. Lekin sabhi site se bharosa nahi karna chahiye. kyu kikabhi kabhi ye site aapke sath dhokha kar sakti hai. visitor ko redirect ( click karne pe aur kahi le jake ) karke khud ka earning karti hai. mai kuchh badhiya website address deta hu jo aapse dhokha nahi karegi. My personal site- 1. Goo.gl 2. Bit.ly 3.Tiny URL 4. 3.ly 5. Adf.ly vaise me goo.gl site ko use krta hu qki ki ye sabse badi search engine google ka hissa hai. In site me aap sign in ho jaye or apna badi link ko paste krke short kr sakte hai. Tata docoma ka balance transfer kaise kare-